Attentive Please!
Jis Shakhs ki Namazain Qaza hue hoon or taadad na maloom ho to wo Ramazan k aakhri Juma (Juma-tul-Widah) d din 4 rakat nafal 1 salam k saath parhain. Har rakat main Surah Fatiha k baad Ayatul-Kursi 7 baar aur Surah Kausar 15 baar parhain.
Fazeelat:
Agar 700 saal ki namazain b qaza hue hoon gi to is namaz ki barkat say un k kafaaray k liay kaafi hai.
Subhan Allah.
Regards,
-------
Muhammad Jamil
MBA (3rd Semester)
Islamabad
No comments:
Post a Comment