On Fri, Jul 29, 2011 at 4:37 PM, mc100202150 Ali Hussain Mir <mc100202150@vu.edu.pk> wrote:
W.SalamNice to MeetSamaj dar banday lagtay hoo. Main nay first banda dakha hai jis ka jawab acha laga yani tum ko bat karnay ka tarika hai or hutdaram nahi lagtay. per tumhari information or perseption bohat kam hai laykin mujay khushi hai kay hai to sahi.Tum nay thik likha laykin barpoor nahi likha per tumhari soch achi hai.kia aap jantay hain jin book ka aap nay khwala deya hai ye kab likhi ghain hai?mayra matlab ye nahi kay ye ghalat hain ya in loogon nay likhnay main mahnat nahi ke.in he books nay mujay aik soch de thi wo main bad main aap say discuess karoon ga yaad karwana.ab pahlay topic ke taraf aata hoon.mayra matlab ye tha kay loogon main sowab or guna ka tasaver taqreeban khatam hota ja raha or loog apni marzi say jo dill karta hai kartay hain.to is waja say yahoodi kamyab hotay ja rahay hain.or ham loog taba ho rahay hain is ka solution hona chaheay tha.mayray pass is ka sulution hai wo bad main bat ho ghi is time main computer say uth raha hoon.or tum nay mujay aik perfect solution batana hai pher main dakhoon gha how much you are intelgent.On Tue, Jul 19, 2011 at 9:43 AM, MOAAZ SIDDIQ <moaaz.pk@gmail.com> wrote:
ASSALAM U ALKIM
sab se pehli tu samajne wali bat ye he k sunnat aur biddat kia hoti he
dekho jab ham apni koi dunyawi zaroorat poori karte hen tu ham usko sawab samaj kar nahi karte hen jese train ya airoplan ya bus ka safar ... tu ye biddat nahi he
lakin jab b dunya ki koi zaroorat deen ka hissa samaj kar poori karen matlab ye k ham koi aisa kam karen jis ko Nabi Kreem(S.A.A.W) ne nahi kia ham use sawab samaj kar karen tu ye biddat he ...
aur dosri bat ye k is bande ne khud se koi comment nahi diye hadees per ... mere bhi ye comment un logon ne diye hen jinho ne is ilm-e-hadees ko mere aur aap tak puhanchaya he ... agar yaqeen nahi aata to zara imam bukhari ,mu8slim,termizi ,imam Ahmad Bin Hanble,imam zahbi aur dosre aima -o- jaraha o tadeel ki zara books utha kar dekho ... aap ko sari samaj aa jai gi .... asal masla b yahi he k ham ne in uloom-e-arbia ko bilkul choorh diya he jis ki waja se sahih aur ghalat ki tameez hamare darmayan se khatam ho gai he ....
Jazak Allah kher
wama tufeeqi illa Billah
--
On Mon, Jul 18, 2011 at 10:55 AM, mc100202150 Ali Hussain Mir <mc100202150@vu.edu.pk> wrote:
i have checked brother but i am surprised to see kay Allah or us kay Rasool per comment Allah or us ka Rasool day sacta hai pata nahi in ko kayoun samaj nahi aati wo apni marzi say hadees ko explain kar raha hai.ajeeb banda hai bat karta hai nabi pak nay kab halwa or charagha karoo or dossroon ko zabardasti hindo or majossi bana raha hai khala kay Nabi pak nay kissi kay culture ko mana nahi kia her jaga khushi or gami ke rasmain hoti hain islam nay her culture ko ejazat de hai kissi ko mana nahi kia.ab agar koe english bolay to wo christian koe urdu bolay wo hindu pata nahi sochtay nahi bat kartay howay.ab dress ham loog arabic nahi pahntay pent shirt pahntay hain is ka matlab hai ham english hain kha kay time kay sath bohat see cheezain change hoti hain.ab Nabi pak nay cars , motor cycle ya jahaz to nahi chalatay thay unhoon nay goray or gaday per sowari ke agar tumhari is banday say bat ho to us say puchna kay wo gaday per sowari kar sacta hai?is jahel ko khud jagnay ke zaroorat hai ye dosroon ko jaga raha hai or ye loog agent of jews hain2011/7/18 MOAAZ SIDDIQ <mc100401285@vu.edu.pk>
plz check the attachement..........
--
لفظوں کے بیچتا ہوں پیالے خرید لو
شب کا سفر ہے کچھ اجالے خرید لو
مجھ سے نہ ہو سکے گا امیرِ شہر کا احترام
میری زبان کے واسطے تالے خرید لو
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Vu and Company" group.
To post to this group, send email to vu-and-company@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to vu-and-company+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/vu-and-company?hl=en.

"Tum acha karo or zamana tmko bura samjhe ye tmhare haq mein behtar hy,
bajaye is k tum bura karo or zamana tmko acha samjhe"
( Hazrat Ali Radiallahu Ta'ala Anh )
http://www.youtube.com/mspk1000
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Vu and Company" group.
To post to this group, send email to vu-and-company@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to vu-and-company+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/vu-and-company?hl=en.
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Vu and Company" group.
To post to this group, send email to vu-and-company@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to vu-and-company+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/vu-and-company?hl=en.
--
To get the More entertain and
Study related e-mail
Kindly visit and Join the group.
VU And COMPANY.
Just click on...
(http://groups.google.com.pk/group/vu-and-company?hl=en)
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Vu and Company" group.
To post to this group, send email to vu-and-company@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to vu-and-company+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/vu-and-company?hl=en.
No comments:
Post a Comment